Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSudarshan Fakir
HomeSudarshan Fakir
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apni nazron mein har insaan sikandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir warna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai
apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai pehle yeh tai ho ke is ghar ko bachayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai hasne wale tujhe aansu nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise koi apni hi nazar se to hamen dekhega koi apni hi nazar se to hamen dekhega ek katre ko samandar nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise
hmmm falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha ham pareshaan hi rahe apne khyaalon ki tarha sheeshagar baithe rahe zikr e maseeha le kar sheeshagar baithe rahe zikr e maseeha le kar aur hum toot gaye kaanch ke pyaalon ki tarha aur hum toot gaye kaanch ke pyaalon ki tarha jab bhi anjaam e muhabbat ne pukaaraa khud ko jab bhi anjaam e muhabbat ne pukaaraa khud ko waqt ne pesh kiyaa hum ko misaalon ki tarha waqt ne pesh kiyaa hum ko misaalon ki tarha zikr jab hoga muhabbat mein tabaahi ka kahin zikr jab hoga muhabbat mein tabaahi ka kahin yaad hum aayenge duniyaa ko hawaalon ki tarha yaad hum aayenge duniyaa ko hawaalon ki tarha falsafe ishq mein pesh aaye sawaalon ki tarha
aa aa aaa aa aa aaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya warna kya baat thi warna kya baat thi kis baat ne rone na diya ishq mein ghairat e aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb aap kehte the ke rone se na badlenge naseeeb umr bhar aap ki iss baat ne rone na diya ishq mein ghairat e rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein aaa aaa aa rone waalon se kaho unka bhi rona ro lein jinko majboori e haalaat ne rone na diya jinko majboori e haalaat ne rone na diya ishq mein ghairat e tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha tujhse mil kar humen rona tha bahot rona tha aa aaa aaaa tangi e waqt e mulaaqaat ne rone naa diya ishq mein ghairat e ek do roz kaaa aa aa aaaa sadmaa ho to ro lein faakir ek do roz kaaa sadmaa ho to ro lein faakir hum ko har roz ke sadmaat ne rone na diya ishq mein ghairat e jazbaat ne rone na diya ishq mein
phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho har haal mein insaan ka ik phool saa jeevan ho kaanton mein ulajh ke bhi khushboo hi lootana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye ye soch ke jee len to taqdeer sanwar jaaye iss umar ki raahon se khushiyon ko churana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum kehte hai jise jeena duniyaa ko seekha den hum ye aaj to apna hai kal bhi apnaana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai
saamne hai jo usse log bura kehte hain saamne hai jo usse log bura kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale zindagi ko bhi sila kehte hain kehne wale jeene waale to gunaahon ki saza kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain faasle umr ke kuchh aur badha deti hai faasle umr ke kuchh aur badha deti hai jaane kyun log usse phir bhi dawa kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain chand masoom se patton ka lahu hai faakir chand masoom se patton ka lahu hai faakir jisko mehboob ke haathon ki hina kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain jisko dekha hi nahin usko khuda kehte hain
zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the itne tanhaa itne tanhaa the ke hum bhi hum nahin the zindagi mein waqt par jo log kaam aaye hai aksar waqt par jo waqt par jo log kaam aaye hai aksar ajnabi the wo mere humdum nahin the ajnabi the wo mere humdum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein besabab tha tera milna rehguzar mein besabab tha tera milna rehguzar mein rehguzar mein haadse har mod par kuchh kam nahin the haadse har mod par kuchh kam nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the zindagi mein humne khawaabon mein khuda ban kar bhi dekha humne khawaabon mein khuda ban kar bhi dekha aap the baahon mein do aalam nahin the aap the baahon mein do aalam nahin the zindagi mein saamne deewaar thi khudaariyon ki saamne deewaar thi khudaariyon ki warna raste pyaar ke furkhum nahin the warna raste pyaar ke furkhum nahin the zindagi mein jab tumhaare ghum nahin the itne tanhaa itne tanhaa the ke
zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi o zindagi mere ghar aana aana mere ghar aana zindagi zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi zindagi mere ghar ka seedha sa itna pata hai ye ghar jo hai chaaron taraf se khula hai na dastak jaroori na aawaaz dena mere ghar ka darwaaza koi nahin hai hain deewarein goom aur chhatt bhi nahin hai badi dhoop hai dost kadi dhoop hai dost tere aanchal ka saaya churaa ke jeena hai jeena jeena zindagi zindagi oooo zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana mere ghar ka seedha sa itna pata hai mere ghar ke aage muhabbat likha hai na dastak zuroori na aawaaz dena main saason ki raftaar se jaan loongi hawaaon ki khushboo se pehchaan loongi tera phool hoon dost teri bhool hoon dost tere haathon mein chehra chhupa ke jeena hai jeena jeena zindagi zindagi oooo zindagi mere ghar aana aana zindagi zindagi mere ghar aana hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm magar ab jo aana
zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi zurm kiya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se meri kismat mein jo likhe the unhi kaanton se dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab gire sang ke shishon ki hoon baarish faakir ab kafan odh liya hai koi afsos nahin zehar khud maine piya hai koi afsos nahin zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Jagjit Singh 06:25 19355
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:25   Song Number : 19355   

Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Jagjit Singh 06:06 37434
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 37434   

Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye Sawaalon Ki Tarha Mohd Rafi 04:07 33001
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:07   Song Number : 33001   

Ishq Mein Gairat e jazbaat Begum Akhtar 07:12 39992
 
Poster of Begum Akhtar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Mohammed Zahur Khayyam
Singer- 
Begum Akhtar
Duration : 07:12   Song Number : 39992   

Phir Aaj Mujhe Aaj (1987) 05:09 21099
 
Poster of Aaj (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:09   Song Number : 21099   

Saamne Hai Jo Usse Jagjit Singh 05:53 37131
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:53   Song Number : 37131   

Zindagi Mein Jab Dooriyan (1979) 05:11 13176
 
Poster of Dooriyan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 05:11   Song Number : 13176   

Zindagi Mere Ghar Aana Dooriyan (1979) 06:28 21510
 
Poster of Dooriyan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 06:28   Song Number : 21510   

Zindagi Tujhko Jiya Hai Chitra Singh 04:42 19743
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 19743   
Karaoke Songs of sudarshan fakir, Sad Songs of sudarshan fakir, Love Songs of sudarshan fakir, Dance Songs of sudarshan fakir, Hip-hop songs of sudarshan fakir, Best songs of sudarshan fakir, Super hit songs of sudarshan fakir, hit songs of sudarshan fakir, duet songs of sudarshan fakir, solo songs of sudarshan fakir, old songs of sudarshan fakir, famous songs of sudarshan fakir, Hindi Karaoke Songs of sudarshan fakir, Hindi Sad Songs of sudarshan fakir, Hindi Love Songs of sudarshan fakir, Hindi Dance Songs of sudarshan fakir, Hindi Hip-hop songs of sudarshan fakir, best Hindi songs of sudarshan fakir, super hit Hindi songs of sudarshan fakir, hit Hindi songs of sudarshan fakir, duet Hindi songs of sudarshan fakir, solo Hindi songs of sudarshan fakir, old Hindi songs of sudarshan fakir, famous Hindi songs of sudarshan fakir, Sing Along Songs of sudarshan fakir, Sing Along Sad Songs of sudarshan fakir, Sing Along Love Songs of sudarshan fakir, Sing Along Dance Songs of sudarshan fakir, Sing Along Hip-hop songs of sudarshan fakir, Sing Along Best songs of sudarshan fakir, Sing Along Super hit songs of sudarshan fakir, Sing Along hit songs of sudarshan fakir, Sing Along duet songs of sudarshan fakir, Sing Along solo songs of sudarshan fakir, Sing Along old songs of sudarshan fakir, Sing Along famous songs of sudarshan fakir